Main tumhe phone nahi lagaunga,
Yeh maana aaj bahut yaad aayi hai…
Par jaanta hu ab bas main hu aur tanhayi hu…
Isliye tum nishchint raho vyarth adhikar nahi jataunga ..
Main tumhe phone nahi lagaunga…
Chahta hu saari dooriyam mita du…
Prem ka kosh tum par luta du….
Isliye har baar kuch likhunga.. Kuch mitaunga…
Par yeh vaada hai tumhe phone nahi lagaunga…
- Abhishekk
- Abhishekk
No comments:
Post a Comment