Haan…. Samjhta hu!
Tera chale jaana… samjhta hu…
Laut ke phir na aana… samjhta hu…
Teri majbooriyan… samjhta hu…
Yeh dooriyan…. Samjhta hu…
Aankho ki nami… samjhta hu…
Wohh waqt ki kami… samjhta hu…
Nahi samjhta…. Toh bas yeh…
Ki main itna sab kuch…
Kyu samjhta hu….
No comments:
Post a Comment